barish ki woh sham

barish ki woh sham aur us barish meh bhijti hui teri palke
na jane kya tha un aakho meh jo humhe humesha juda kardiya
na jane woh kya nasha tha jo humhe madhosh kar gaya
na jane kya thi un bundo meh ki teri palke bhi hoor si dikhne lagi
na jane
na jane
kash woh lamha ko meh rokh sakta
un akkhon ko bas dekhta hi rehta...
madhosi se kabhi ubharta nahi
bas teri akkhon meh dube rehta.........dube rehta
milunga phir usse...... kyu ki hai mughe apne taqdir par etbar...kyu hai lakkere aese ki unse mulkat hogi phir kisi roz phir kisi bhigi hui sham meh....

No comments:

Post a Comment