Showing posts with label kuch dil ki baat. Show all posts
Showing posts with label kuch dil ki baat. Show all posts

Love in Progress



Part 1

Covid Ka samhe chal raha tha.. Sabki naukriya daw pe thi toh us samhe mere Job lagi and tabb mere mulakat usse hui.. Toh usi pe hai ki

Hahakari Ka samhe tha

Hahakari macha hua tha

Jis Jagah pe aya tha meh, jindegi badalne apni 

Us Jagah pe phele se hi Ishq Ka dastaan,

khuda ne likha hua tha.


Hahakar  ke samhe meh

Ishq ke kitab meh mere ishq ke kahani ka phela hi panna usne bekhoobi likha tha..


Part 2

Mehne usse first time mila toh uska doh name she account show hota tha.. Toh ek se meh thora darta tha r dur rehta tha r dusre se bat Karne ke liye tarasta tha... 


WhatsApp pe dekhta raha

Doh alag Nam ko Doh alag Jan meh samjta raha

Shak toh mujhe khud pe tabh hua 

Ki shak toh mujhe khud pe tabh hua 

Jab tere message ke intezaar meh 

Meh apne group wale messages ko ignore karta raha

R tera message Ka intezaar meh karta raha


Part 3

Abh kya hai ki baate ho rahi hai plan bana Milne ka pheli baar milunga.. Toh alag si bechani rehti hai na.. Toh uspe hai

Ki Aaj pheli baar unse mulakat Hogi

Ki Aaj pheli baar unse mulakat Hogi

Sochta hu Kya, kese Kya baat hogi

Kya baat kehne se yeh kuch mamla 

Aage barega  

Aur janaa hai pheli mulakat meh mujhe unko

Na Jane yeh baat kese banega

Kese yeh mamla aage badega..

Part 4

Toh yeh baat mehne best friend aur behan ko bataya..Jaisa hota hai aksaar ki woh log apko protsahit kar rahe hai.. Ki bol de and all toh USO ke upar hai Ki

Ek gulab ka phool kharid ke rakha tha Mehne 

Dosto ki baat Sun woh teen bol yaad kiya tha mehne 

Confidence se bolna chahata tha tujhe meh yeh

Confidence se bolna chahata tha tujhe meh yeah baat

Isiye raat bhar mehnat se riyas kiya tha mehne..


Part 5

Gulab ka phool woh ladka jeb meh chupaye pahuchta hai r Milne ki excitement meh woh phele pahuch jata hai r ek jagah khara hokar woh sochne lagta hai 


Ghari dekh kar meh adhe ghante phele pahuch gaya

Khara hokar meh is soch meh padh gaya

Ki kis style meh meh bolunga aj usko yeh baat

Ki suno na Mohabbat hui hai tumse 

Kya banogi my better half..


Part 6

Woh soch hi raha hota hai ki abh phone bajti r hai r usi ki call hai r pick karta hai and is baat se bekhabar ki aage kya hone wala tha..


Hosh meh bhi behosh hone laga tha

Unki awaz sun meh wapas

Unke soch meh khone laga tha

Nind tuti meri tabh

Jab un hone wapas Jane ki baat kahi

Aur meh unki madad ke liye

Khudko r Dimag ko eksath daurane laga tha

Phone book pe padhe apne laundo ke number ko dial karne laga tha

R unko sahi salamat pahuchane ki zimadari 

Jabardasti unpe thopne laga tha

Unse Milne ke liye

Meh yeh sabh karne laga tha...

Part 7 

Abh aayi baat ki ladke ne dost ko bulaya r khud ja raha tha unko pick karne tabh WAP as dusra phone aya r Bhai ne pucha kaha hai..ttoh bat a ya r unhone apne location batayi bola yaha aja.. Tabh woh ladka waha jata hai thora udas ke sath


Khusi khatam kar Dukh lekar meh ja raha tha

Jisse milna tha mujhe 

Meh usse mile bina sayad aaj ja raha tha

Meh gussa tha apne kismat se 

Lakin us gusse ko jhuti hasi meh chupaye 

Meh Sidhi chare ja rha tha

R apne nasib ko kose ja raha tha


Part 8


Abh woh ladka waha milta hai r woh apni Gf ko bulate hai r woh ladki wahi nikal thi hai jiska woh intezaar kar raha tha..

Dekh ke meh dang reh gaya

Khil khilati hasiyo meh meh bandh reh gaya 

khusi thi ki bin mile nahi Jana hoga

Aur aj ka din jaisa socha tha

Waise hi karnama hoga...


Part 9

Ahh sabh milte hai baate hona chalu hoti hai lakin woh ladka chup chap rehta hai r dekhta hai toh usi pe hai...

Chupke chupke meh dekhta raha

Uski khuli zulfo meh na chahate hue bhi ulajhte raha

Khali shant betha tha meh, suniye ga 

Khali shant betha tha meh

Uski masti bhari alfazo ko meh apne zehan meh samet ta raha

Chupke chupke meh sif usko dekhta raha..


Part 10 

Abh jaisa yaad hoga ki woh shaqs ek phool lekar aya tha.. But diya nahi.. Toh uspe hai

Jeb meh pada phool bhi meh nikal na paya

Uski sharat bhari nighao se meh khudko chura na paya

Himaat lekar aya tha ki Ishq hi toh baat hai 

Meh Yu aar paar kar dunga

Lakin halat dekho meri ( gaur farmayiga)

Lakin halat Dekho meri 

Usse Dekh meh Himmat Juta hi nahi paya

R jeb meh rakha Gulab ka phool meh nikal hi nahi paya....

 CAN I COME OUT?
You Can Come Out, this is a line which many of us have heard from most of the motivational speakers or leaders but what they don't understand is the fact that what one is going through.Some give such examples which will try to enlighten your soul,your spirit but what question lies it that are this line enough to motivate you are they enough to rise the spirit if so then why not the words which comes directly from inside you are enough to raise your spirit, you scroll down various YouTube's video but the results is you waste the moments which could be utilize in some other activity.I don't say that motivation is not required it is required but it should be in the right form like taking a short walk, meeting a friend whom you can share your heart out etc you may ask why this not a waste of moments.i would say rather no because by taking a short walk it will be good for health and by meeting friend it would build the bonding even stronger.See every phase has it's own importance,it just depends who takes this in which sense,If you want to come out of the phase you should ask yourself the question that "CAN I COME OUT"Whatever answer you get follow that because that would be a changing phase it would be the beginning of new way which will lead you to your Destiny. 
aaj toh khud kismat mughpar hasne lagi boli kya yahi teri taqdeer hai 
mene kaha aae kismat taqdir toh insan ki hatto meh hoti hai 
lakin meri taqder mere unke haato meh hai
 jinki wajah se mere sasso chati hai
 jinke wajah se dharkan chalti hai
 kyu hum toh kab ke ki mit jate
 yadi inke dilo meh humhe panah di na hoti.....

barish ki woh sham

barish ki woh sham aur us barish meh bhijti hui teri palke
na jane kya tha un aakho meh jo humhe humesha juda kardiya
na jane woh kya nasha tha jo humhe madhosh kar gaya
na jane kya thi un bundo meh ki teri palke bhi hoor si dikhne lagi
na jane
na jane
kash woh lamha ko meh rokh sakta
un akkhon ko bas dekhta hi rehta...
madhosi se kabhi ubharta nahi
bas teri akkhon meh dube rehta.........dube rehta
milunga phir usse...... kyu ki hai mughe apne taqdir par etbar...kyu hai lakkere aese ki unse mulkat hogi phir kisi roz phir kisi bhigi hui sham meh....